
Our Story
Ek Naam. Ek Dukaan.
Ek Vaada.
Gondilal Saraf - yeh naam 1901 se Banda mein sone-chandi ke vyapar ka bharosemand naam raha hai. Niyat saaf, sona khara, aur daam insaaf wale - yahi buniyaad thi.
“Hamara naam hamare liye kisi bhi ek sale se bada hai. Gondilal Saraf ka naam, parivar ki izzat, aur har customer ka bharosa - yahi hamara asli sona hai.”Read Our Full Story→


















